Home Dish Bengan Pakore

Bengan Pakore

Introduce

Chef :

Sobi Aijaz

Bengan Pakore

Sub ko meri taraf se Ramadan Mubarak Allah sub ke Sath aafiyat rahke Ameen. Humare ha tradition hai ramadan main pakode na ho tu humara dastarkhan na mukmal lugta hai hum sub apne tareqe se apni family ke test ke mutabiq bunate hai sub ki alug recipes hoti apna andaz apna test hota,tu mere family main ise tarha se pasand kya jata hai tu ye recipe aap ke Sath share Kar rahi ho main aur bhi alug alug tarha se bunati ho lakin ye recipe zayda bunai jati hai umeed ke aap sub ko pasand aye gi bohat hi asan hai lakin mazedaar hai 😋 #cpl #zafran

Ingredient

Food ration :

4 person

Cooking time :

30 minutes
1 tsp

salt

1/2 tsp

Baking soda

1/2 tsp

Chaat Masala

Cooking instructions

* Step 1

Sub se phele aik bowl main Besan ko chaan lein phir sare spices ko add Kar lein.
Image step 1

* Step 2

Ab sub ko mix Kar ke smooth sa better buna lein na zayda watery ho na zayda thick ho aur 20 minutes ke lye rahke dein.
Image step 2

* Step 3

Bengan ko wash Kar ke slice main cut Kar lein.aik bowl main pani lekar ose main dip rahke aese karne se Begun black nahe hot hai
Image step 3

* Step 4

Oil ko garam karne rahke dein jub tuk humara Besan set hoga ose time tuk oil bhi garam hojaie ga.

* Step 5

Ab batter ke undar bengan ke slice ko dip karte jaie aur garam oil main dalte jaie
Image step 5 Image step 5

* Step 6

Golden brown hone tuk fry karein aur strainer ki madad se nekal lein humare bengan ke pakore tayar hai Hari chutney ya ketchup ke Sath enjoy karein

Note: if there is a photo you can click to enlarge it

10 Pieces Of Expert Nutrition Advice

1. Start Small

2. Fill Your Plate With Beans and Leafy Greens

3. Focus on Adding—Not Subtracting

4. Taste the Rainbow

5. Prioritize Potassium

6. Eat More Plants

7. Focus on Your Immune System

8. Try the Mediterranean Diet

9. Understand the Impact of Food

10. Guard Your Gut

See more
🇻🇳 Việt Nam 🇺🇸 USA

Copyright © 2024 Cookcic