Home Dish Haree gehu ke pattice (Green/ Tender wheat pattice)

Haree gehu ke pattice (Green/ Tender wheat pattice)

Introduce

Chef :

Lekha Toraskar

Haree gehu ke pattice (Green/ Tender wheat pattice)

#hinglishcomfort #comfortrecipe #hinglish

Ingredient

Food ration :

2 सर्विंग

Cooking time :

20 minute
1 choti katori

kasaa hua sukha nariyal

1 chamach

bhune hue til

1 chamach

nimbu ka ras

1/4 chamach

chaat masala

1 chamach

chini

swad ke anusar

namak

aavashyakta anusar

Talne ke liye tel

Cooking instructions

* Step 1

Sabse pehle bowl mein 1 badii katorii Green/ tender wheat (Haree gehuu) le. Ussmein 1 chotii katori Bhavnagari gaathi ka chuuraa aur 1 chotii katori kasaa huaa sukhaa nariyal daale. Acche se mix kare.
Image step 1 Image step 1 Image step 1

* Step 2

Iss mishran mein 1 chammach bhune hue til, 1 chammach nimbu kaa rass, 1/4 chammach chaat masaala, 3-4 baariik katii huii lehsun ki kali, 2 chammach laal mirchi powder, 1 chammach chinni, swaadanusaar namak aur dhaniya patta daalke acche se mix karein aur stuffing tayyar kar le.
Image step 2 Image step 2 Image step 2

* Step 3

Ek plate mein 2 madhyaam akaar ke uuble aur mash kiye hue aaluu le. Ussme aavashyakta nusaar maida daalkar mix karein taaki binding mein help ho. Swaadanusaar namak daalkar mix karein.
Image step 3 Image step 3

* Step 4

Aalu ke mishran ke chote pede banaa le. Ussme stuffing bharke, band karke pattice ka akaar de. Cornflour me gholke saare pattice talneke liye ready kar le.
Image step 4 Image step 4 Image step 4

* Step 5

Pan mein tel leke shallow fry kare aur manpasand chatni ya sauce ke saath parose
Image step 5 Image step 5

Note: if there is a photo you can click to enlarge it

10 Pieces Of Expert Nutrition Advice

1. Start Small

2. Fill Your Plate With Beans and Leafy Greens

3. Focus on Adding—Not Subtracting

4. Taste the Rainbow

5. Prioritize Potassium

6. Eat More Plants

7. Focus on Your Immune System

8. Try the Mediterranean Diet

9. Understand the Impact of Food

10. Guard Your Gut

See more
🇻🇳 Việt Nam 🇺🇸 USA

Copyright © 2024 Cookcic