Home Dish Love bird's daleem

Love bird's daleem

Introduce

Chef :

syedas kitchan

Love bird's daleem

#Joy mere hubby ka bohot dino say dil tha daleem khanay ka sochay tha hubby ko surprised dingo in ke office say any say pehlay tayyar kar longi a ke khai gay to khush ho jay gay haleem ka qorma Mein nay baba diya tha gaihon ubal rahay thay mere chotay ko Baitay ko teka lagwaya tha bohot taiz bukhar hogya tha mere godh say utar ni rahay 8 nah gay hubby I to khanay ready na tha q ke bachay nay chota ni mein dar gai hubby dantay gay per unhon nay chenge kiya dalay galnay rakhi poch ke qorma ka masala bhonay pyaz Kati gosht ke reshay kiya haleem ghoti jab tayaar hogai to end Mein baghar laganay mujhay bulaya or kaha mere bv nay banai pori daleem sati mehnat ja kaam to unhon nay hi kiya thanku hubby💕💓mere mother in low ki tabiat thek ni thi is liye warna help karti wo lazmi

Ingredient

Food ration :

15 servings

Cooking time :

2 hours
2 packet

qorma masala

1 1/2 kg

beef

1 kg

onion

1 cup

mong daal

Half cup

chawal

1/2 kg

dahi

Cooking instructions

* Step 1

Sub say pehlay 1 kg pyaz brown kijia nikal ke pees lijia ab dahi Mein adrak lehsan qorma masala ke paket agar apko spice ziada chahia apni Marzi mitabiq lal pisi mirch daal ke is mein gosht mila ke mix kijiA masala adha ghanta marinate ke liye rakh dijia aboil garam kijiA us mein yeh marinate masala daal thoday bhon lijia or gosht galnay Tak pakai
Image step 1 Image step 1 Image step 1

* Step 2

Jab gosht gal jay to salam Mein apni Marzi ke hisaab say garam masala or Green chilli dha kub daal ke achay say bhon lijia ab gosht nikal ke reshay kar lijia or salan bhon lijia
Image step 2 Image step 2 Image step 2

* Step 3

Ek daraf gehon galnay rakhay us Mein namak or haldi daal ke galnay rakhia jab galnay per I to sati bhegi hoe daal or chawal daal isi ke Pani Mein gala lijia agar Pani Kam hai to hisaab say Pani garam khola ke alag say gehon Mein shamil kijiA warna daal akadh jay gi jub dalay Kal jay to achay day ghosts lagai ab resha kiya hua gosht bhi Is mein shamil kar lijia gosht ke resha achay day mix hojay to worms nasal bhi dal dijia or ghota lagray jay
Image step 3 Image step 3 Image step 3

* Step 4

Jub ghota achay say lag jay sub chez yak jan hojay to ek pyaz bari brown kar ke baghar laga lijia mazeedaar haleem ko haray masala brown pyaz or lemon ksath surved kijia chat nasal bhi shamil kar lijia mazeddar si daleem khanay ke lite ready hay
Image step 4 Image step 4 Image step 4

Note: if there is a photo you can click to enlarge it

10 Pieces Of Expert Nutrition Advice

1. Start Small

2. Fill Your Plate With Beans and Leafy Greens

3. Focus on Adding—Not Subtracting

4. Taste the Rainbow

5. Prioritize Potassium

6. Eat More Plants

7. Focus on Your Immune System

8. Try the Mediterranean Diet

9. Understand the Impact of Food

10. Guard Your Gut

See more
🇻🇳 Việt Nam 🇺🇸 USA

Copyright © 2024 Cookcic