Home Dish Mazedaar achaar  gosht

Mazedaar achaar  gosht

Introduce

Chef :

syedas kitchan

Mazedaar achaar  gosht

#wearetogether my mother in low made this kabhi kabhi coking Ammi say in ke baitay farmaish kar ke banwatay hain ajj Ammi ke hath ka yeh salan khana hai to hum us din Ammi ke hath ke nechay kaam kar rahay hotay hai Ammi KO sub cutting kar ke daitay hai Ammi ta ke thak na jay...kabhi kabhi Ammi say him bhi farmaish kar ke banwa baitay hai BhAi hamari Saas hamari maa hi hot I hai mana ni karti bana daiti hai khushi say....

Ingredient

Food ration :

6to8 servings

Cooking time :

45 min
1 kg

beef

1 cup

Oil

Cooking instructions

* Step 1

Pyaz brown kar ke nikaal lijiaab choti hari mirch pees lijia tomatoes ke sath.

* Step 2

Ab oil mein adrak lehsan or beef daal ke achay say bhonay ke cooler change ho jay beef ka ab us mein timatar ka paste jis mein hari mirch shamil hai so daal ke bhonay or packet ka masala bhi daal dijia achay say bhon ke gosht galnay jitna itna pani dalay ta ke gosht gal jay(packet pora na dalay thoda masala Bacha lijia ta ke mirchon mein bhar sakay)

* Step 3

Jab gosht galnay wala ho pani thoda sa reh jay to ab is mein dahi phaint ke daal ke do teen sabut hari mirch Bari wali daal bhonay jab bhon jay achay say gosht gal jay to Jo pyaaz brown ki thi wo bareek crush kar ke dalay yani Bina pani ke pisi how pyaazjo qormay mein dalti waisi...

* Step 4

Ab michon KO Saad kar lijia cut laga ke ek bowl mein masala dalay lemon ka Ras dalay ke masala liquiedly ho jay mirch bhar ke salan KO pani marzi ke mutabaiq sarsara kar ke dam per hari Mich adrak or dhanya daal dijia mazedaar achar gosht ready

Note: if there is a photo you can click to enlarge it

10 Pieces Of Expert Nutrition Advice

1. Start Small

2. Fill Your Plate With Beans and Leafy Greens

3. Focus on Adding—Not Subtracting

4. Taste the Rainbow

5. Prioritize Potassium

6. Eat More Plants

7. Focus on Your Immune System

8. Try the Mediterranean Diet

9. Understand the Impact of Food

10. Guard Your Gut

See more
🇻🇳 Việt Nam 🇺🇸 USA

Copyright © 2024 Cookcic